Director: Abbas-Mastan
Producer: Subhas Ghai
Cast: Akshay Kumar, Priyanka Chopara, Kareena Kapoor
Track list
1. Aankhe Bandh Karke
2. Gila Gila Gila
3. Talaatum Talaatum
4. Woh Tassavur
5. Nazar Aa Raha Hai
6. Ye Dil Tumpe Aa Gaya
1. Aankhe Bandh Karke
Aankhein bandh karke, jo ik chehra, naza aaya
Woh tumhi ho… eh sanam, woh tumhi ho… eh sanam
Aankhein bandh karke, jo ik chehra, naza aaya -2
Woh tumhi ho… eh sanam, woh tumhi ho… eh sanam
isse pyaar karte hi dil ko mere qaraar aaya -2
Woh tumhi eh sanam, woh tumhi ho eh sanam
Aankhein bandh karke, jo ik chehra, naza aaya
Woh tumhi ho… eh sanam, woh tumhi ho… eh sanam
(Tumhi jaan-e-jaana, mere pyaar ka sapna
Dil ne mere maana,dilbar tumhein apna) -2
Mere yaar pe, mere yaar pe hai mujhko bada hi naaz
Meri chaahton se tum,Meri chaahton se tum na karna kabhi aitraaz
Aankhein bandh karke, jo ik chehra, naza aaya
Woh tumhi ho… eh sanam, woh tumhi ho… eh sanam
(Zindagi hai tujhse, mera ishq kehta hai
Tu meri saason mein, har waqt rehta hai) -2
Mera khwaab tu, mera khwaab tu, hai tuhi meri parwaaz
Meri chaahton se tum, Meri chaahton se tum, na karna kabhi aitraaz
Aankhein bandh karke, jo ik chehra, naza aaya
Woh tumhi ho… eh sanam, woh tumhi ho… eh sanam
Jisse pyaar karte hi dil ko mere qaraar aaya -2
Woh tumhi ho…eh sanam, woh tumhi ho… eh sanam
2. Gila Gila Gila
Adnan: Hosseina! -2 Adnan: Gila gila gila dil gila gila, mila mila mila koyi mila mila -4 Chorus: La la la la la, la la la la la, la la la la la, la la la -2 Sunidhi: Gila gila gila dil gila gila, mila mila mila koyi mila mila -2 Adnan: Teri harek adaa, lage sabse juda, tujhpe main fida (main fida) Gila gila gila dil gila gila, mila mila mila koyi mila mila -2 Adnan: Keh do na oh sanam, tere hain tere ham Dil ki raahon mein hai, behke dil ke qadam Sunidhi: Keh do na oh sanam, tere hain tere ham Dil ki raahon mein hai, behke dil ke qadam Adnan: Gila gila gila dil gila gila, mila mila mila koyi mila mila -2 Hosseina! Tum pehli baar mein, diwaana kar gaye Ham tere dil-nasheen, chehre pe mar gaye Sunidhi: Tum pehli baar mein, diwaana kar gaye Ham tere dil-nasheen, chehre pe mar gaye Adnan: Gila gila gila dil gila gila, mila mila mila koyi mila mila -2 With Chorus: La la la la la, la la la la la, la la la la la, la la la -2 Adnan: Teri harek adaa, lage sabse juda, tujhpe main fida (main fida) Gila gila gila dil gila gila, mila mila mila koyi mila mila -2
3. Talaatum Talaatum
Jayesh:
Ho…ho…ho…ho…bas aaj hulchul ho jaaye
Jab laher laher se takraaye
Dariya mein jo toofaan aaye
Talaatum woh kehlaaye
Udit:
Talaatum, talaatum, talaatum, talaatum, talaatum
Talaatum mein ham tum hai ham tum kahin gum talaatum
Talaatum, talaatum, talaatum, talaatum, talaatum
Is talaatum mein ham dil ki kashti sanam aaj utaarenge
Hai kasam…
Alka:

Ishq jab hadd se badhhne lage
Dard saason mein chadhhne lage
Shabnami ho agan, thhandi thhandi jalan
Jism jalne lage, toot jaaye badan
Is talaatum mein ham dil ki kashti sanam aaj utaarenge
Hai kasam…
Talaatum, talaatum, talaatum, talaatum, talaatum
Talaatum mein ham tum hai ham tum kahin gum talaatum
Udit:
Sacha dil mein agar pyaar ho
Kashti toofaanon se paar ho
Maujein aati rahe, maujein jaati rahe
Hoke woh be-asar, chaut khaati rahe
Is talaatum mein ham dil ki kashti sanam aaj utaarenge
Hai kasam…
Talaatum, talaatum, talaatum, talaatum, talaatum
Talaatum mein ham tum hai ham tum kahin gum talaatum
Jayesh:
Ho…ho…ho…ho…
Alka:
Hai ajab si laher ki chalan
Bachke rehna zara jaaneman
Ishq ka ye safar, hai bada bekhabar
Lag raha jaane kyun, doob jaane ka darr
Is talaatum mein tum dil ki kashti sanam aao utaaroge
Hai kasam…
With Chorus:
Talaatum, talaatum, talaatum, talaatum, talaatum
Talaatum mein ham tum hai ham tum kahin gum talaatum
Is talaatum mein ham dil ki kashti sanam aaj utaarenge
Hai kasam…
Talaatum, talaatum, talaatum -2
Bas aaj hulchul ho jaaye
Talaatum talaatum
Jab laher laher se takraaye
Talaatum talaatum
Dariya mein jo toofaan aaye
Talaatum talaatum
Talaatum woh kehlaaye
Talaatum talaatum
4. Woh Tassavur
Alka:
Woh tassavur ka aalam, woh dil-e-aashiqui
Woh diwaana mausam, woh teri dillagi
Hamko bada hi kare beqaraar
Woh pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar
Udit:
Woh tassavur ka aalam, woh dil-e-aashiqui -2
Woh diwaana mausam, woh teri dillagi
Hamko bada hi kare beqaraar
Woh pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar
Alka:
Woh mohabbat ke din, woh ghadi woh palchhin
Woh chhalakta mausam, baarishon ki rhimjhim
Hamko bada hi kare beqaraar
Woh pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar
Udit:
Saanson ki woh hulchul, woh mahekta aanchal
Baahon ke woh ghere, zulf ka woh baadal
Hamko bada hi kare beqaraar
Woh pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar
Udit:
Woh tera sharmaana, woh nazar ka jhukna
Jaate jaate tera, woh achaanak mudna
Hamko bada hi kare beqaraar
Woh pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar
Alka:
Woh mere bin bole, tera samajh lena
Woh ishaaron se hi, baat sab keh dena
Hamko bada hi kare beqaraar
Woh pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar
Udit:
Woh ladaayi jagde, baad mein pachhtaana
Roothh ke woh jaana, laut ke phir aana
Hamko bada hi kare beqaraar
Woh pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar
Both:
Woh tassavur ka aalam, woh dil-e-aashiqui -2
Woh diwaana mausam, woh teri dillagi
Hamko bada hi kare beqaraar
Woh pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar -2
5.Nazar Aa Raha Hai
Female Voice:
Hmm…na na na na na…
Alka:
Ho…(nazar aa raha hai, saaf ye
Ham hi ham hai dil mein, aap ke) -2
Faisla…ho hi jaayega, ye wafa sach hai sanam
Ye nahin mera bharam
Udit:
Nazar aa raha hai, saaf ye
Ham hi ham hai dil mein, aap ke
Faisla…ho hi jaayega, ye wafa sach hai sanam
Ye nahin mera bharam
Alka:
Ho…nazar aa raha hai, saaf ye
Alka:
Mujhe abhi dil aap ka
Sirf mere liye hi…dhadakta hai sanam
Tanhaai mein ye raat din
Sirf mere liye hi…tadapta hai sanam
Ye pata chal hi jaayega -2
Ye wafa sach hai sanam
Ye nahin mera bharam
Udit:
Ho…nazar aa raha hai, saaf ye
Ham hi ham hai dil mein, aap ke
Udit:
Tuhi tu hai saaya mera
Chaahke bhi tujhe na…bhool paaun sanam
Teri wafa, teri kasam, thaam lee jab main…
Dagmagaaun sanam
Ye khabar, lag hi jaayegi -2
Ye wafa sach hai sanam
Ye nahin tera bharam
Nazar aa raha hai, saaf ye
Ham hi ham hai dil mein, aap ke
Faisla…ho hi jaayega, ye wafa sach hai sanam
Ye nahin mera bharam
6.Ye Dil Tumpe Aa Gaya
Wo…wo…
Na na
na na
na na -2
Wow wow wow I wanna be with you -2
Tu hai khushboo, tu hai jaadu -2
(Hey you! Ye dil tumpe aa gaya re baby
Ye dil tumpe aa gaya) -2
Tu hai khushboo, tu hai jaadu -2
(Hey you! Ye dil tumpe aa gaya re baby
Ye dil tumpe aa gaya) -2
Hey you!
Ye dil tumpe aa gaya re baby
Ye dil tumpe aa gaya
Na na
na na
na na -2
Wow wow wow
I wanna be with you -2
Kya khabar thi dilbar, yun dil machal jaayega
Chaahton ka jaadu, yun mujhpe chal jaayega
(Tu bada hi diljasp saaqi hai,
Yaad teri har waqt aati hai) -2
Mera nahin mujhpe qaabu
Hey you!
Ye dil tumpe aa gaya re baby
Ye dil tumpe aa gaya
Hey you! Ye dil tumpe aa gaya re baby
Ye dil tumpe aa gaya
Wo…wo…
Kya kashish hai tujh mein, tujhsa na koyi haseen
Dard ye doori ka, bardaasht hota nahin
(Armaanon pe woh junoon chhaaya
Ab jaake mujhko sukoon aaya) -2
Maangoon tujhe main tujhe maangoon
Hey you!
Ye dil tumpe aa gaya re baby
Ye dil tumpe aa gaya
Hey you! Ye dil tumpe aa gaya re baby
Ye dil tumpe aa gaya
Tu hai khushboo, tu hai jaadu -2
(Hey you! Ye dil tumpe aa gaya re baby
Ye dil tumpe aa gaya) -2
Hey you!
No related posts.
Related posts brought to you by Yet Another Related Posts Plugin.